Romantic Ghazal

 Ahmad Faraz Ghazal

Ghazal

Hawa Ka Zoor Se Pandar Baam O Dar Bhi Gaya
Charagh Ko Bachata Tha Un Ka Ghar Bhi Gaya

Pukarta Raha Mahfooz Kashtiaan Wala
Mien Doobta Howa Darya Ka Paar Utar Bhi Gaya

Ab Ahtiaat Ki Diwaar Kia Uthata Ho
Jo Choor Dil Mien Tha Wo Kaam Kar Hi Gaya

Mien Chup Raha Is Mien Afiat Thi Jaan Ki
Koi To Meri Tarah Tha Jo Daar Par Gaya

Sulagta  Virwan Mosmoon Ko Tarah
Karra Tha Ehd E Jawani Magar Guzar Bhi Gaya

Jisaa Bhula Na Sak Uss Kia Yaad Rakhta
Jo Naam Lab Pe Raha Zehan Se Utar Bhi Gaya

Phati Phati Ankhoon Se Na Deakh Mujha
Tujha Talash Thi Jis Shakhs Ki Wo Mar Bhi Gaya

Magar Falaq KiKi Adawat Usi Ka Ghar Ka Ghar Sa Thi
Jahan Faraz Na Tha Seel Gham Udhar Bhi Gaya...




Comments

Popular posts from this blog

حسد کا انجام

Hikayat E Roomi Read In Urdu Online

Urdu Story Badshah Aur Honahaar Talib E Ilm