Romantic Ghazal
Ahmad Faraz Ghazal Ghazal Hawa Ka Zoor Se Pandar Baam O Dar Bhi Gaya Charagh Ko Bachata Tha Un Ka Ghar Bhi Gaya Pukarta Raha Mahfooz Kashtiaan Wala Mien Doobta Howa Darya Ka Paar Utar Bhi Gaya Ab Ahtiaat Ki Diwaar Kia Uthata Ho Jo Choor Dil Mien Tha Wo Kaam Kar Hi Gaya Mien Chup Raha Is Mien Afiat Thi Jaan Ki Koi To Meri Tarah Tha Jo Daar Par Gaya Sulagta Virwan Mosmoon Ko Tarah Karra Tha Ehd E Jawani Magar Guzar Bhi Gaya Jisaa Bhula Na Sak Uss Kia Yaad Rakhta Jo Naam Lab Pe Raha Zehan Se Utar Bhi Gaya Phati Phati Ankhoon Se Na Deakh Mujha Tujha Talash Thi Jis Shakhs Ki Wo Mar Bhi Gaya Magar Falaq KiKi Adawat Usi Ka Ghar Ka Ghar Sa Thi Jahan Faraz Na Tha Seel Gham Udhar Bhi Gaya...